Meri zaban-o-qalam se kisi ka dil na dukhe
Kisi ko shikwa na ho zer-e-aasmaaN mujh se
(Let none be hurt by my tongue or pen
Let none under the sky be pained by me)
Kisi ki bebasi par muskura kar dekhne wale
Tujhe taqdeer is manzil pe le aaye to kya hoga
(Looking smilingly at someone's helplessness
What if fate brings you to the same state?)
Ye roz ka hunsna tujhe barbaad na kar de
Tanhai ke lamhoN mein kabhi ro bhi liya kar
(Beware! Lest this laughing of yours lead you to destruction
In the moments of solitude, shed some tears sometimes)